Facebook UserName Ko FB Account me Kaise Set Karte Hai 5 min me jaane

Facebook pe apna account bnate hai aur logo se online jud jate hai ye sabse badi social site hai isme bate karte hai ya video and voice calling. Aaj ke time me facebook pe account billion ho gya hai. aur baat ata hai ki india ki account to 17 crore hai jo bahut badi sankhiya isliye facebook sabse badi site mana jata hai. aaj ke time lagatar facebbok user badh rahe hai to chlo jante hai kaise facebook username set karte hai

Facebook apko pta hi hoga jaise kisi website ki url hota hai waise hi apki account ka bhi id hoti. hum kisi bhi social site pe apna account banate hai to uska id milta hai agar aap change karna chahte ho to aap kar sakte hai aur ye article ko pura read kijiye aur step ko follow kare aapkka bhi username change ho jayega.

Jaise meri pahli id ye 12345687966134786

facebook account me username kaise set karte hai

Aap facebook ka name change karne ke liye bs kuch step hai jise aap bhi asani se apna username change kar sakte ho. jis aap meri username dekh sakte ho pahle number me tha aura b username aa rha hai thik aisi hi aap bhi apne id ka username de sakte ho.

facebook username url

https://www.facebook.com/dilAfrozCom

To start karte hai ki hum kaise apna username kaise badle aur fayde

What is profit of Facebook Username In Hindi

Dekha kjaye to iska bahut sare fayde hai jaise agar aapka username koi type bhi karke apke account ko khul sakte hai. aur bhi bahut sare fayde hai jo mai niche step me bata rha hun.

Step:  (1)  Facebook Account Me Login karne ke liye hum jaha Email id or Mobile Number Ki ki jagaha apna username bhi use karke apna account open kar sakte hai

2) Aur sabse badi baat Facebook Username ke help se jab hum Google pe search karte ho to waha bhi search me show hone lagata hai ( aur iska jawab hai bahut sare bande hai jo puchte hai apna facebook username kaise rank karaye ye un logo ke liye.

3) Apne username laga dia hai to sabse badi chij hoti hai aap usko yaad asani se kar paoge aur aap apne username asani se yad kar sakoge.

4) Agar apake facebook id pe username ho to jo bhi apki id ko dekhte hai usse pta chlata hai ye apna account ko manage and isko knowledge bhi hai.

5) agar aapki account ko apne kisi friend ya apki profile ko koi bhi search karke asani se aapko dhund sakte hai username ke dwara ye asani se ho jata hai bs ye pta hona chaiye.

To dosto ek bat aur jo ki bahut hi important hai jise hame andekha ni karna chaiye kyu ki agar aap ek online kam karne wale ho to aapko apna facebook account ka username set karke rkhna chaiye kyu ki aap apna account kisi ko dikhaoge to wo bhi bolega apne account ko sare chije ko manage ke rakha kabi kabi hame chote chote bate bhi care karna chaiye kyu ki aaj ke time me jo hume pta ni hota ya jise hum andekha karte hai to wahi hota hai.  

Set kaise karte hai username facebook account me

1) apna id log in kare

2) Uske bad drop down ka option hote hai us pe click kare

facebook setting

3) ab Setting per click kare

facebook account username setting

4) Ab aapko bahut sare ption dekh raha hoga aapko simply General me username ke Edit ka option dikh rha hoga uspe click kare.

facebook account username

Ab aapko yah pe username dale aap apna name dal sakte ho ya phir jo bhi ap apne id ka username dalna chahte ho dal sakte ho aur isme ek important bat agar ap jo name dal rahe ho agar wo available ni hoga to aapko dusra name dalna dalna hoga ya phir aapko apne name me kuch aur add karna hoga number ya as your wish. 

1) username me aap apna name dale jo aap dalna chahte ho aur jise aap asani se yad rakh sake agar aapka name ka available hoga to yes Matlab username is available dekha aur agar name available na de to aap simply name ke kuch aur jode.

facebook username set

2) uske bad aapko Save Changes pe click kare

Aur ha sabse special bat jise aap bol sakte ho important bat ye username bas eb bar hi ata hai uske bad aap edit ni kar sakte ho to aap job hi useame dale to pahle achhe se dekh le wahi dale aur jisse ap apna username achhe choose karke phir dale.

 

Conclusion:   To friends kaisi lagi article isme aapne Facebook username kaise change sikh lia agar isme kuch samjh ana aya ho ya isse related kuch puchna hai to aap comment karke puch sakte ho thank you for visit. Aur aap apne fds ko facebook and social site pe share agar achhi lagi ho to aur apne friends ko bhi ye send kare jisse wo bhi padh kar usename set kar sake.

5 thoughts on “Facebook UserName Ko FB Account me Kaise Set Karte Hai 5 min me jaane”

  1. Pingback: How To Disable Facebook Friend Request In Hindi - Dil Afroz

  2. Pingback: Facebook Account Kaise Banate hai | Facebook Account 5 min kaise banaye - Dil Afroz

  3. Pingback: How To Do Fake Facebook Account Report In Hindi| Fake Account Delete - Dil Afroz

  4. Pingback: Facebook Sent Friend Request को कैसे Cancel करे और देखे Hindi Me जानकारी - Dil Afroz

  5. Pingback: Facebook Password Change |5 Min Me Facebook Ka Password Kaise Change Kare - Dil Afroz

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top