Hello dosto aaj ke is article me hum janegi ke TikTok kya hai aur ise kisne banaya to start karte hai aaj ke is article to aur jante hai tik tok hai kya. To buri khabar yeh hai tiktok india me banned ho chuka hai aur lekin bahar country me abhi bhi chlta hai iska use karke bahut log famous ho gaya hai jaise team 7, faisu, adnan, arishfa, zannat zubair,etc aur bhi bahut log hai jo iske madad se aaj log unhe jante hai. Youtube ke sabse bada platform jo abhi ban gya hai wo hai Tik Tok jisse pe video dal kar aap paise earn kar sakte ho. Aapko ye bta de ki Tik Tok kab aya tha? Aur isko kisne bnaya?
TikTok Kisne Banaya kisne banaya puri jankari?
Tik Tok se jitni bate hai aaj hum sab janege. Tik Tok ka founder LUYU YANG and ALEX ZHU hai. Ye 2014 me launched hua but us time ye nahi chala matlab flof ho gya. 2.8 lakhs million lgaya only 6 to 7 months ke bad ye ni chla. Sabse pahle iska advertise ni ho paya kyu ki ise social site pe dalne pe wo dikhai ni deta tha to waha se ek aur idea aya to musical.ly or (TikTOk) isme uske bad job hi video bante satart hue uske baad us video me musical.ly ka advertise ane lga aur bahut jald ye famous ho gaya aur log dekhna bhi pasand karne lage. Ise ByteDance ne 1 millions dollars me Chinese company ne jab ise khrida uske bad iska name musical.ly se TikTok rkha iske bad isme bahut sare features add kia aur logo ko ye features achhe lge.aur logo ko ye bahut achha aur support bhi kiye. Aur aaj iska karib 80 million users ho gye hai. Isme ek Lips sync features add hai jo ki sabse jyada download hone wala aaps hai isme agar aap kahi pe ho aapko video bnani hai to aap bas lips chalte rho aapka video ban jayegi. Jo music and video to chal rahi hoti bas aapko bolne ka natak karna hota. Ye Lips sync facilities jo is aaps me available hai ise pure world me sabse jyda use hota hai.
Agar aapke pass koi honor hai jo aap duniya ko dikhana chahte ho to aap ispe short video bna kar aap duniya ko dikha sakte ho iske throw ap apne youtube video ko bhi promote kar sakte ho. Isme short video dal kar aap full ke liye aap Youtube pe jane ke bol sakte ho aap ke jo bhi aapke viewer hai.
TikTok ki history
Bade buzurg kah kahte hai agar aap galti karte ho wahi se sikhne ko milta hai kabhi haro mat bas karte raho aur bolte raho I can do it. Aur socho mai kabhi harta nahi ya to sikhta hun nahi to jittna hun.
To isi soch ne ALEX ka bar bar sochne pe majbur kar raha tha ki ek baar fail hone ke bad mjhe yha se sikhne ko mila to wo daily Tik Tok me kamyabi ke bare hamesa soch rahe the. Aur unka failure se unko sikhne ko mila ALEX ek br kahi jar the to unhone dekha ki bahut sare jagah pe jo bhi insane jata hai bahut sare picture and video bnata hai. Aur ALEX ko yha se idea mila kyu na hum Tik Tok ko short wala video dale us video me music, picture sab in sabko mila kar koi bhi insane apne pasand ke video bna sake. To yha se TikTok me ALEX ne ye features lgaya jo ki logo ko pasand aya. Aur iske users badte gye.
TikTok ka benefit kya hai?
TikTok jo ki aaj ke date pure world me sabse jyda use hone wala apps ho gya hai. Agar aapke pass koi honor hai aau aap use logo tak dikhana chahte ho to aap TikTok pe aakr apne video bna sakte ho.
1) Aapko ye pta hi hoga aapke honor hai to aap sabke sath share kare kisi shrmaye na aur apna honor duniya ko dikha de.
2) aapke pass agar kala hai to aap is aaps pe aaakr aap duniya ko apna dikha sakte ho aap apne follower and fans bna sakte ho
3) is app me aapke jinte fan aapke pasand karenge usi ke according aapko paise (coins) milenge
TikTok se paise kaise kamaya aur hume paisa kaha se milta hai
To aapko dekhne ko milta hoga ki agar aap kisi website ya apps pe jate ho aapko bahut sare advertise show hota hoga matlab kya hai iska to aapko ye bta de agar aap youtube pe jakar jaise aap video dekhte ho aur us time aapko add show hota hai na to isi se paisa milta hai. Agar TikTok me bhi advertisement aa jaye to kisi aur ki website ya jo isme advertise karwana chahta hai wo TikTok pe show hoga. Ab TikTok pe advertisement hoga na jo paise TikTok ne jo advertise karna rha hai usse lekar hi kuch aapko deta hai aur kuch TikTok rakh leta hai.
Tiktok ye bolta hai aap jitna short video bana chahte ho bana sakte ho wo bhi kisi bhi topic pe.
Aur ha sabse special bat agar aap life me success hona chahte ho to aap is app ka use kar sakte ho. kyu ki aaj ke time me users bhi dekh sakte ho. 80 millions to aapke pass kuch unique hai to dekha kar famous ho sakte ho.
Conclusion: I hope aapko samajh aa gya hoga Tik Tok kya hai aur ise kisne banaya To aaj ke is article me bas itna hi agar aapke pass koi question hai to ap comment box me comment karke puch sakte ho.