Aaj ke time me sab youtube channel bnana chahte kyu ki ye free hai aur ap easily videos bna kar paise earn kar sakte ho. but agar apne new channel bnaya aur na views aa rhe hai aur na hi subscribe to sabko yahi tension rahti hai. to aap bhi bahut asani se apna youtube channel logo tak dikha sakte ho to aj ke is article me hum janegi ki Increase View Subscribers on YouTube.
jab ap youtube channel starting karte ho tab to thodi problem hogi kyu ki us time apko bahut sare dikkat ayenge jiske wajah se views ni ayenge aur jab views nahi ayenge to subscribe bhi nahi ayenge.
Sabse badi bat agar apke channel pe views or subscribe ane lage to apke bare me log janne lage aur apka channel popular ho jayega. Aur uske bad automatic views and subscribe ane lagenge.
Aur agar aap videos dal rahe ho aur ap soch rahe ho na views and subscribe aa rahe hai to mane kuch tips dia hai ap follow karke apna channel me grow kar sakte hai iski puri guaranty main deta hun. To dosto bina deri kiye chalo start karte hai ki kaise youtube views and subscribe badhaye.
Table Of Contents
Increase YouTube Views and Subscriber Tips
To dosto is article me hum janege kuch secret tips ke bare me jise use karke aap apni channel ke views and subscribe la sakte hai. aur apke channel pe views ane starte hone lagenge.
Ye post sirf aur sirf specially new youtuber ke liye hai. to agar apne youtube channel create kis hai to ap ise achhe se read kare I hope ye apke liye useful hoga.
To sabse pahle aapko bta de youtube me gain karne ke liye aapko 4000 hours watch time and 1000 suscriber hona jaruri hai. aur ise pura karne ke liye log galat use kar rahe hai. for example jaise koi aisi videos bnai jisme fake hai aur apne 4000 hours complete kar lia.
Sabse badi bat aapko samjh ljiye agar aapko youtube me career bnana hai to aapko bhi pta hoga kaise videos dalna chahiye. Apke pas new content ho aur real ho. agar apne fake bna bhi li aur next time agar aap dusri video daloge to jo apke video dekh chuke hai wo bolenge ye fake banata hai jo apke channel pe bura asar dalta hai.
To apko bata de ki agar apne aise fake videos bnayi hai to aapka watch time to complete ho gya. Agar aap apne channel ko monetize ke liye dale hai to aapko bahut sawdhan rahna chaiye kyu ki yotube aapke sare chije padhta hai. Aur agar kuch fake video galat hai to apke monetize disable hi rhega enable ni ho sakta.
Agar ap chahte ho ki aapka youtube channel achhe se chale to ap aisi videos na dale jisse apko loss ho. ap view and subscribe pen a jaye. Kyu ki agar apke pas achhe content hai jo ki logo ko achha lage to another people bhi apse judne lagenge aur apke channel popular ho jayega. Uske bad to automatic views and subscribe ane lagenge.
Apna Youtube Channel Promote kaise kare Tips
Agar apne koi videos dali hai aur apke jan pahchan wala youtuber ho jinke pas community tab ho unse ap request mang sakte ho apne video share ki. Isse bahut jayada apke video ke liye hoga apke channel free me promote ho jayega.
community tab youtube channel me 10k subscribe hone ka bad milte hai.
Aur ha aapke videos ka quality achhi hon chaiye jisse koi new viewer aye to apko video dekh kar share kar sake. apke videos ka content bhi achha rakhe jisse apke view jyada aa sakte hai.
2: Visit Other Channel
Aaj bhi jante ho ki starting time me sab log expert ni hote chahe koi bhi work kare. To same usi tarah isme bhi ap suru karte time ap expert nahi hote jaise jaise aapka knowledge badhega waise hi apka experience bhi badhegi. Aur bahut sare log hai aap apne unke channel dekh sakte ho jo apke channel se realated ho.
Aur sabse badi bat aapko bata de ki log kaise videos dekhna chahte hai agar ap us type ke video bnaoge to apke views and subscribe bahut jald badhne ki chance rahega.
3: Use Keywords carefully
Youtube video ka SEO karna bahut hi help milti hai. SEO agar aapne achhe se keyword ka use nahi karoge to apke video search me nahi aayaga.Aur agar aap SEO nahi karenge to muskil hai apki videos youtube search me aye.
Aur log kaise search karte hai jis topic pe apna video bana rahe ho uspe apko search engine me jakr aap Keyword research pe jakr ap keyword choose kar sakta hai. aur jispe jitni keyword search hote hai to us video pe bhi views and subscribe ayegi hi.
Apko apna title and description achhe se likhna hai ise ke dwara apke video youtube ke search me ate hai. to aapko iska dhayn rkhna hoga aur achha keyword ka use kare jise tag me bhi use karte hai.
Popular video ka tag nikalne ke aapko thoda search karna hoga
Popular Video ka Tags nikal sakte hai. Mane is pe ek article post kiya hai jise padh kar aap jaan jaoge kaise niklte hai Tags.
Agar apne apna video publish kar dia hai to uske bad option hai Facebook , facebook page, Twitter, linkidin, vk, instagram, etc aur bhi website hai apke uska use kar sakte ho. Aaj ke time sabse use hona platform ho chuka hai fb ispe aap apne video ka link share karke achhe views la sakte ho. jis pea ap post karoge apna youtube link waha se aapko views ana start honge bs thoda wait karna hoga. Uske bad ap apna work karte rahe hai result to ayengi hi.
Facebook pe apna accoutn apne youtube channel se related banaye. aur aap friend request bheje aur waha se aako views ana start hona start ho jayenge kyu ki apka account apke channel ke category ka hoga.
Kuch new log apke channel pe ummid badh jata hai aur waha se bhi apke channel pe view and subscribe badhne ke jayda chance hota hai. Uske bad aap jab bhi video upload karoge aur apni facebbok pe bhi share karoge aur waha se apke friends se apko views milega.
Aur bhi bahut sare tarika hai jisse ap apne youtube channel pe views la sakte ho I hope aapko samjh aya hoga ki youtube pe views and subscribe laye agar isse related aapko kuch puchna hai to aap comment kar ke puch sakte ho.