1k Means in Hindi और 1M Means in Hindi- ‘1K’ और ‘1M’ meaning In Hindi?

Aaj ke time hume dekhne ko mil raha hai facebook and instagram, youtube pe 1k ka matllab kya hota hai.  agra hum dkhte kisi ke account pe jate hai chahe intgram ya phir fb uspe hume dekhne ko milta hai 1k ya 1M hota hai to is article me hum is sabke bare me sikhenge. 1k means in Hindi aur sath me 1M means in Hindi ke baae me janege.

Jaise hum youtube pe jate hai aur usme hume views pe 1k or 1M hota hai chahe ap koi social sites pe jaye. Aur aj ke time iske bare bahut se log iska matlab jante bhi honge aur jo naye hai uske liye ye article faydemand hai.

Agar aap internet use karte ho to aapko khud dekhne ko milta hoga to agar ap ni jante ho continue padhte rhe aur isme aapko is sab ka matlab bistar se btaya gya hai.

1k and 1m meaning-in hindi

Number ke piche lage 1K or 1M Ka matalab kya hai

Aaj ke time hum internet se bahut jayada jud gaye hai jaise hum facebook pe jate hai usme 1K or 50K dekhne ko milta hai iska maltb 1 Thousand or 50 Thousand hota hai. waise hi 1M ka matlab 1 Million ke liye kia jata hai 1M = 1 million jiska matlab 10 lakhs hota hai.

I hope aapko ye samjh aa gya hoga ki 1K ka matlab thousand ke liye aur 1M ka matlab Million ke use krte hai jise short cut bhi bol sakte hai.  isliye thousand ke liye K or Million ke liye M ka use karte hai.

Ab aap soch rahe honge ki English me to Thousand T se start hota hai but isme na T ni dia hai uske badle K dia gya hai to T kyu use ni hota yaha.

To k kilograms se bana hai isme 1k means 1 thousan grams hota hai to isi ke according isko T ni balki k likhte hai. jisse jo log bhi padhte hai samjh jate hai jaise 1 kg me 1 thousand grams hota hai waise hi 1k means 1 thousad hota hai.

1kg (kilograms ) = 1 thousand grams

1km(kilometer)= I thousand meter

Bs isi ke according thousand ka use K ke liye karte hai.

1k= 1 thousand

10k= 10 thousand

50k= 50 thousand

Ab isse ye pta chalta hai ki jis bhi numbers ke bad K likha hai uska matlab thousand hoga kyu ki iska descover frans ke scientis ne kia hai.

K and M ka use kyu karte hai

Aj ke time pahle bhi btaya aur ajkal to sabko short cut chahiye aur insane aj ke time me kisi se bat bhi krta hai to waha bhi shortcut ka use karta hai. kyu ki isse ek to time bchta hai to isi tarah 1K ka matlab Thousand and 1M ka use Million ke liye likhte hai.

Aaj ke time me social media se lekar yaha tak comment me bhi 1k likha ata hai 1M bhi to ya youtube chahnel hota hai uspe bhi subscribe karte hai waha bhi K and M show hota hai jisse hume smajh aa jata hai k means thousand and M means million hota hai.

Aur aaj kal iska use hum ab to kisi se baat bhi kar rahe hai to usme agar kisi se 10 thousand bolna hai to 10k type karke send kar dete hai.

 

 

Conclusion: I hope aapko k and m ka matlab samjh aa gya hoga agar isse related aapko koi question jo aapko kuch puchna hai to aap comment karke puch sakte ho.  Thank u n pplzzzz visit my blog

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top