What is Blog Commenting Kya Hai commenting ke kya fayde hai

Hello dosto Aaj ke is article ne hum janegi ki Blog Commenting Kya Hai Aur Kaise. aap bhi ek blogger hai ya aapke pas koi website hai to ye post apke liye helpful hai. waise baat ki jaaye traffic ki to bahut sare raste hai apne website ki traffic badhane ki lekin un sab mein se ye ek hai.  Blog commenting se aap apne blog pe asani se traffic la sakte ho jo bahut hi asan hai aur aap easily commenting karke ap apne blog ke ranking ke liye bahut madadgar hoga.

Blog Commenting Kya Hai Aur Kaise kare Jo Apke Liye Faydemand Ho

What Is Blog Commenting Kya hai

Blog commenting matlab kya hota hai.  maan lo agar aapka koi blog hai aur aap kisi aur ke blog me comment kar rahe ho to usey hum blog commenting kahte hai . agar aapko commenting karna nahi ata to aap sikh sakte hai jo bahut hi asan hai aur chijo se.

Asan bhasa me bata du to agar aapke blog koi comment nahi hai aur new user apke site pe ayenge to unko bhi kuch adhura sa lagga bolenge koi comment bhi nahi hai.  ab iska matlab ye hai agar aapke blog me comment hota to new user ke liye wo sare positive aur user ke liye wo sae hint honge jisse apke blog ke pahchan bhadti hai. apka koi blog me comment nahi ata to isse fark to jayda bhi bol sakte ho kyu ki kabhi kabhi aisa hota hai ranking bhi apke post aur achhe comment ke wajah se Google search engine me first page pe de deta hai.

Bahut sare new blogger hota hai unko ye lagta hai sirf content fresh hoga to users  to apne ap hi aa jayenge. Aur apke blog pe bahut jald hi rank kar jayegi. To aisa bilkul bhi nahi sirf content hi nahi aur bhi bahut sare chije karni hogi jiske wajah se aap apne blog ke post ko rank kara sako. Agar aap is baat pe depend ho ki maine to sabse badhiya content likha hai to content ke sath sath agar aapke blog pe comment bhi aye to iska matlab apke sare kam badhiya hai.

Aap is article ko achhe se padhe aur aap asani se samjh sakenge ki blog commenting kya hai aur isko kaise karte hai. to chlo start karte hai aaj ke post jisme Blog kya hai aur ise karna kyu jaruri hai.

Blog Commenting aap kisi ke blog pe jate ho aur aap uske blog me diye gye koi article read karte hai. iska matlab ye hai agar koi bhi visitors kisi ke blog pe jata hai ab baat ati hai post se aapko bahut achha laga aur aap comment mein aap apna koi question bhi puch sakte hai. to is commenting ko blog commenting kahte hai. isme aap jo chahe puch sakte hai ab jiska blog hai wo apke question ko samjh kar apke jawab de sake.

Blog pe comment karna kyu jaruri hai apke blog pe koi comment nahi aa rhi to iska matlab apke blog rank nahi kar rahi search engine me. Kyu ki agar jisko aapke blog ke baare mein nahi pata wo to Google pe search karne ke baad hi aate hai. aur search mein mein nahi ayega to uspe new visitos bhi nahi ayege. To comment bhi apke blog pe hona jaruri kyu ki isse apke blog ko backlink milta hai.  aur backlink ke dwara aapke blog ko traffic milti hai jisse apke blog ke post Google rank bhi de sakta hai.

Aap apne blog pe comment ka fayde jante hai to aap bhi another blog pe comment jarur kare. Aap blogging me success hona chahte ho to aapko daily comment karne se aapki pahchan bhi badhegi. Ki ye banda daily comment karta hai iska matlab ye nahi sirf comment hi kare .

Blog Commenting Ke Kya Fayde Hai aap bhi ek blogger hai to apke sath bhi yahi problem hua hoga jo har naye blogger ke sath hota hai. wo ye blog t ban gya ab ispe traffic kaise laye. For example maan lo apne kisi blogger ke blog pe jakar unke user ne kuch pucha hai uska jawab apne dia aur wo blog English wali hai. to jiske blog pe apne comment kia hai wo bhi hindi pe akar comment karte hai kisi na kisi ke blog pe aapne bahut sare blog pe dekha hoga. isse fayde hota hai jise mai step me bata raha hun.

Blog Commenting se kya fayda hota hai

Step #1 SEO: AAP kisi aur blog pe comment karte ho to waha se aapko ek backlink milta hai jo apke blog ke liye helpful hota hai. isse apke blog ki traffic milta hai. aur apko ranking bhi milti hai.

Step #2 Backlik : Commenting karne se aapko backlink milta hai iske madad se aap apna post search engine me rank saka sakte ho. blog commenting se No follow link milta hai but ye bhi apke blog ke traffic ke liye bahut hi madadgar hota hai.

Step #3 Traffic: Blog commenting karte hai to apke blog pe raffrel traffic milte hai. asan bhasa me samjh lijiye agar aap kisi ke blog pe comment karte hai to waha ap apna URL aur comment me jo likhna hota hai likh kar submit kar dete hai. ab aapne jo bhi comment kia hai usme aapne blog ki URL bhi sath me submit kia hai. ab aapke blog pe uske dwara visit ane lagenge. Jo apke blog ke traffic aur ranking dono increase hogi.

Apke blog pe increase hoga jab apke blog pe koi aisa comment aye jisme kuch question ho jo Google bhi like kare aur ap unke sawal ka jawab de sako. To waha se apko traffic milne ke chance hai.

I hope aapko samjh aa gya hoga ki blog commenting kya hai aur iske faide agr blog pe comment karna kyu  jaruri hai. agar aapko kuch samjh na aya ho ya isse related kuch puch ho ya question to aap comment karne puch sakt ho. hum jarur reply karenge. Phir milte hai kisi aur article ke sath to visit karte hai aur dher sara dete rahe.

1 thought on “What is Blog Commenting Kya Hai commenting ke kya fayde hai”

  1. Pingback: What Is Blog Commenting? - Write on Wall "Global Community of writers"

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top