Facebook Password Change |5 Min Me Facebook Ka Password Kaise Change Kare

Hello dosto aaj ke time me mujhe nahi lagta facebook kya hai iske baare me kisi ne suna ho. Shayad hi aisa koi insan hoga jiske pass facebook account na ho. jaise internet ki suwidha badhi waise hi sare log internet ke baare me bahut ke sath apna knowledge badha rhe hai to is lekh me hum baat karenge Facebook ka password kaise change karte hai . Agar aapko facebook forget password ke baar me jana hai to yha click kare. bina kisi rukawat hum Facebook Password Change kaise kiya jata hai iske baare me jante hai. Aap bhi bahut asani se niche diye gye asan tarike ke madad se aap bhi Password kar paoge. 

Facebook Ka Password Kaise Change Kare

Facebook ka password change karne ke fayde 

Agar aap facebook use karte hai to Uske sath apko privacy ka bhi dhyan rkhna chahiye. Jaise ghar pe chori na isliye gate lagate hai thik waise hi apke facebook me kuch data chori na isliye password change ke baare me jante hai. 

Kabhi aapne kisi ke mobile me apna facebook log in kiya aur usey log out karna bhul gye to apke pas do option hote hai pahla log in detail me jakar uska device log out kar de nahi to apna facebook password change kar de. Facebook prui duniya me sabse jayada use hone wala social network hai iske baare me mujhe asha hai sabko pta hoga. Iske madad se hum apne friends, ya new logo se bhi bate kar pate hai. To jante hai akhir Facebook Password Kaise Badle Puri janakri. 

Facebook Ka Password Kaise Change Kare 

Facebook Password Change Ye bahut easy hai To start karte hai ki kis tarah hum facebook ka password change kar sakte hai wo bhi kuch step me.

 

Step 1:- Sabse Pahle Ap apko facebook log in krna pdega

facebook login

 

Step 2) login karne ka bad ap menu pe click kroge

Step 3) uske bad apko setting pe click krna hai.

facebook setting

 

Step 4) uske bad ap general setting pe honge apko Security and login pe click karna hai.          

Step 5) Security and login ke andar apko option milgne first Recommended  hoga aur dusra logged in detail aur 3rd Login hoga ab apko login ke andar change Change Password dia hoga uske apko click krna hai. Agar apko confusion hai to ap screenshot dekh sakte ho iske mane arrow dia waha apko click krna hai.

click on facebook change password

 

Step 6) jase apne click kia hoga apko current password pucha jayega aue uske bad new password dal sakte aur uske bad apko repeat password dalna hoga.

change password

Step 7) iske baad aap save kar dijiye apka password change ho jayga.

 

Conclusion: I hope apko ye samjh aa gya hoga ki facebook ka password kaise change karte hai agar apke pas koi question hai to ap comment karke puch sakte ho. agar aapko technology , Internet, Education, SEO, Etc se related kuch puchna hai to humse puch sakte ho mujhe asha hai aapko ye article How to change Facebook password In Hindi samjh aa gya hoga.

News Reporter

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *