To aaj ke is article me hum janege ki Basic SEO Terms aur uske meaning. SEO( Search Engine Optimization) aap jaise hi google pe kuch search karte hai to aapko result show hote hai. aapne jo search ki hota hai wahi result show hota hai jisse search engine terms milta julta hai. agar aap ek blgger ho ya aapke paas koi website hai to apke job hi content honge use aap googl me optimize karte hai aur search result me show hota hai aur yahi seo hota hai. agar aap seo ya phir digital marketing me ho to aapko ye terms puri jankari rkhna jruri hai.
Table Of Contents
Basic SEO Terms in Hindi
Backlink:-
Ye wo link hote hai jisse aapke site ko trafiic mili ho aur dusre web page se aapke web page ke link se kia hota hai.
Anchor Text:-
Agar aapke paas web page hai to iska use hum dusre web page ko link karne ke liye karte hai. iska use aap image me bhi kar sakte hai jisse aapko image se pta chal jaye ki isme web page ka link use hai.
Alt Text:-
iska use hum web page ko search engine optimization ko ye pta chlata hai ki jo humne web page me image dala hai ye kisse realted hai
Black Hat SEO:-
aapko ye jankar afsos hoga ki ye safe ni hai. iska use hum apne web page ko jald hi search engine me ranking ke liye iska balck hat technique ka use karte hai.
Spider or Crawler:-
ek tarah se ye spider ki tarah kam krta hai iska use apki website me job hi content hote hai usko read karne ke liye karta hai jo ki autnomatic process.
Keyword:-
ye ek sentence hai jaise aa search karte ho aur search show hota hai. Keyword two types ke hote hai. 1) short Tail :- iska bs 1-3 words hote hai.
and 2) Long Tail:- 3 words se jyda wale sab Long Tail kahte hai.
Meta Data:-
iska use search engine ye aphir aap bol sakte ho search result ko achhe se dekhne karta hai.
Meta Title:-
isme hum apne website ya article ka title jo ki content ko btata hai,
Meta Description:-
iska use hum website ke contact ke batane ke liye karte hai jo limit me hota aur chote se word me apne website or post ke baare me batate hai.
No follow :-
website ke external link and anchor text ke liye use karte hai jisse aapko search engine ye batata hai ki aap is link ka follow ni kar rahe ho.
On Page SEO:-
Apne website ke andar jo bhi content dalte hai ye edit karte hai wo on page hota hai. iska use hum sabse jyda apne site ke ranking ke liye karte hai jitna aapka content hoga aapki website rank kar jayegi. jaise, webmaster, google analytic, h1 h2 h3(header tag) , alt tag, title tag, meta description tag, external link, internal link ,content
Off Page SEO:-
Apne website ko search engine pe lane ke job hi work karte hai use off page seo kahte hai. example, guest posting, social bookmarking, search engine submission, directory submission, forum submission, ppt submission, pdf submission, classified, business listing, press release, web 2.0, article submission, image submission, video submission,event submission, Q & A, profile creation, wiki submission, micro blogging, Podcast sub, RSS Submission etc aur bhi bahut sare chije karte hai.
Robot.txt File: –
ab to iska use ni ho rha kyu ki google me 1 august se isko banned kar dial. Iska use hum apne page ko index karne ke batate the aur aapko jo page index karana hai wo kara sakte the aur jisko index ni karana chahte the aap google ko bta dete the aapka ye page index ni karna.
Page Rank:-
Google ne rule bnaya hai ki website ya page ki quality and uska score dekhta hai uske bad 0 se 10 ke bich me rank deta hai, agar aapka page rank achha hai to aapka to aapka page ya website google me rank jald karnege.
SEO:-
search engine optimization ye ek tarah ka machine hai jo google ke search engine ko sabse pahle aapka page and search result me kaun se pahle dikhayega aur score ko improve krata hai.
Sitemap:-
isko hame jrur sbmit krna chahiye kyu ki iska use google sare blog and website ke jo bhi content hote hai sabko read karta hai pata hai apne job hi cotent apne page ke andar dala hoga wo sab read karne kar pata hai. jisse apki ranking bhi milti hai.
White Hat SEO:-
SEO ka sabse achha technique isi ko mana jata hai kyu ki iska use karke aapko website ko rank me time to lagta hai but ye puri tarah se safe hai iska use hume long time page ke liye karna chahiye.
Conclusion: I hope aapko samjh aya hoga ki ye aur Basic SEO Terms isse adharik kuch iske term. Ummid krarta hun aapko samjh aa gya hoga agar isse related kuch dikkat aa rahi hai to aap comment karke puch sakte hai.
Pingback: Keyword Density क्या है और ranking के लिए क्यों जरुरी है - Dil Afroz