Website Blog Ke Liye Perfect Domain Name Kaise Select kare

Aaj kal log agar kuch order karna hai to online kar lete hai. iska matlab ye hai agar aapko website bnani hai jise ke help se log aap tak pahuch sake to aapko ek website domain ki jarurat padegi. Website ko hum URL and Address bhi kaha jata hai. kya aap jante hai Website Blog Ke Liye Perfect Domain Name Kaise Select kare aur Iska matlab kya hota hai to aap is article ko achhe se read karke apko domain se related sare question ke answer mil jayenge.

Agar aap kisi website ko direct open karna chahte ho to aapko us website ka domain Or URL Search engine me search karna hai. aura b us website ko server se connect karke search engine us website ko open kar deta hai jis URL aapne search kia haI.

To chlo start karte hai aaj ye is article ko Domain kya hai. iska use kaya hai aur domain ke kitne type hote hai aur hume un sab domain me se kaun sa lena chahiye.

Website-Blog-Ke-Liye-Perfect-Domain-Name-Kaise-Select-kare

What is Domain

Asan bhasa me kahu to Domain ek tarah ke website ka URL hai jise browser pe dalne ke bad open hoti hai. aur iska matlab ye nahi apne kisi website ka domain dalne ke bad uska request jata hai aap jis computer se open karte ho jise hum IP Address kahte hai. har website ka ka IP Address alag alag hote hai. agar aapne kisi website kourl dala hai to uska IP Address request jane ke bad us ID address ke throw wo website open ho jati hai jise aapne search kia hai. IP address number hote hai kuch is tarah hote 192.126.125.5

IP Address ko yad rakhna thoda difficult hai isliye domain ko laya gya ise log asani se yad kar pate hai. jaise hum us URL ko dalte hai uspe bani website asani se open ho jate hai.

DOMAIN ko DNS bhi kaha jata hai  matlab domain name system. Aapko ye samjh aa hi gya hoga domain website ka URL hai.

DOMAIN kam kaise karta hai

Bahut hi asan hai samjhna ki domain Kam Kaise Karta hai example pe samjhate jaise aapko Kisi ko WhatsApp pe message karna hai to aap kya karte ho unko search kroge uske bad use message karoge. Aapne Jaise message Kia unke pas ye message pahuch gya hoga ye bhi IP Address hi hai jiske throw Hamara message kisi aur ke pas nahi balki jise hum bhejna chahte hai uske pas hi jata hai.

Thik waise hi agar hum kisi website ke URL ko open karte hai to uska IP Address connect hota hai wo website open ho jati hai.

Agar aap soch rahe ho ek domain ki bas website ban payega. Kyu ki aap maan lo agar aapka email account hoga usme aap jaise koi dusra account banana chahte ho to aapko usme name dalana hoga agar google nahi lega to simply already taken dega. To thik waise hi ek domain pe ek hi website ban sakti hai.

Agar aapne koi website dekhi aur kisi ne usi time register kar lia aur aap chahte ho mai us domain ko le lu to aisa nahi ho sakte hai. kyu ki us bande already us domain ko le lia hai.

Types of Domain( kitne type ke hote hai domain)

Domain ke bahut sare type hote hai jise extension kaha jata hai. for example .com, .in,.uk, .edu, .photo, .gov.in, .org, .net etc

Aur ise do type me devide kia gya hai

1) Top Level Domains (TLD)

Top Level Domains ko aaj ke time hum domain ka extension kahte hai. kyu ki iske dwara aap jante hai ki kaun sa website ka extension kya hai. exa .net, .com, .edu, etc hota hai.

2)Second Level Domain (SLD)

Apke website ka name subdomain hota hai jaise Dilafroz.com to ye Dilafroz is site ka sub domain hai.

Aap kisi website ka name dete ho use hum Second Level Domain kahte hai. Aur jo aapke domain ka extension hote hai use hum Top Level Domain kahte hai.

Aaj ke time sabse jayada .com ka istemal karte hai. aur bhi domain agar india se ho .in ka istemal kar sakte ho. agar aap chahte ho abc.com bani hai ab abc.in bna lu to ban jayegi bas aapki URL ALG honge.

Aur agar aapko country ke name se bnana hai to bana sakte ho. .in, uk, pk, etc ye kuch country ke name ke extension hai jise aap istemal kar sakte ho. agar aapki koi site hai .in to ise dekhte hi koi bhi bata dega ye website India ki hai. agar .uk to united kingdog. And .gov.in ka ye government of india ki website hai

Thik isi tarah hum kisi extension ko hum domain me istemal kar sakte hai.

Domain Register kaya hai

 Aap bhi apna khud ka website bana chahte ho to aapko sabse pahle us domain ko register karna hoga jise aap lena chahte hai. ye bahut hi easy hai isme aapko na koi document na hi koi proof chahiye bas aapne jo domain ko choose kia hai use register kar de.

Waise to bahut sare site hai aaj ke time jo domain register ka option de rahe hai niche mai kuch option bata raha hun jaha se aap domain dekha sakte ho aur sath me price aur wo available hai ya nahi sab show ho jata hai.

Top website register list Namecheap, or Godaddy, ZNetLive, etc yha se aap asani se apna domain le sakte hai.

Aapko dhayn rkhna hoga jis domain ko aap le rahe ho. kahi koi galat doman na le lo isliye aap achhe se domain ko padhe aur logo ko aapke domain ek bar me hi yaad aa jaye.

Aapne koi domain register kia hua hai to aap us website ka owner ho. aur aap asani se koi bhi website us domain pe bana sakte ho.

To mera yhai advise rahega ki aaj ke time me sare log online hi depend rah rahe hai. agar aapke company ya apke name se koi website nahi aur aap logo ke ye dekhna chahte ho to aapko domain lena hi chaiye jisse aapke website ke throw bhi apki pahchan ban sake.

Aur agar aap bhi socha rhe honge ke bahut sare log bas website sale karke lakho kamate hai. iska reason ye hai humne koi website ka domain register kar lia aur koi aur hmari website lena chahte hai kuch dino bad to aap waha se lakho earn kar sakte ho.

I hope u dosto aapko samjh aya hoga ki domain kaya hai aur iska use kyu kia jata hai aur Perfect Domain Name Kaise Select kare . mjhe ummid hai aapko ye jankari samj aa gi ho gyi. Agar aapko kuch puchna hai  domain kya hota hai . ya isse related to comment pea a jaiye aapko reply jarur dia jayega.

1 thought on “Website Blog Ke Liye Perfect Domain Name Kaise Select kare”

  1. Pingback: Perfect Domain for Blog or Website: A Comprehensive Guide - Write on Wall "Global Community of writers"

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top